Chalo ishq nahi chahnay ki adat ha
Kya karain hamain ik doosray ki adat ha
Too apni sheesha gari ka hunar na kar zaya
Main aina hun mujay tootnay ki adat ha
Main kya kahun k mujay sabr nahi ata
Main kya karun k tujay daikhnay ki adat ha
Tara naseeb ha ay dil sada ki mehroomi
Na wo sakhi na tujay mangnay ki adat ha
Ye khud aziati kab tak FARAZ too bhi usay
Na yaad kar k usay bhoolnay ki adat ha.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Chalo ishq nahi chahnay ki adat ha
ReplyDeleteKya karain hamain ik doosray ki adat ha
Too apni sheesha gari ka hunar na kar zaya
Main aina hun mujay tootnay ki adat ha
Main kya kahun k mujay sabr nahi ata
Main kya karun k tujay daikhnay ki adat ha
Tara naseeb ha ay dil sada ki mehroomi
Na wo sakhi na tujay mangnay ki adat ha
Ye khud aziati kab tak FARAZ too bhi usay
Na yaad kar k usay bhoolnay ki adat ha.
Posted by fooka at 11:25 PM